App Hider- Hide Apps Hide Photos Multiple Accounts .
Application ko download karne ke baad open karna aur sabhi permissions allow kar deni hai uske baad apko plus ke button par click karna hai aur wo application select kar leni hai jo application aap hide karna chahte hai uske baad us application ki ek copy ess application me add ho jayegi aur bahar se ess application ko uninstall kar dena hai uske baad ye application bahar nhi dikhegi agar aap ess application ko use karna chahte hai to ess app ke andar jakar use bhi kar sakte hai aur agar aap ess application ko remove karna chahe to remove bhi kar sakte hai .
Be the first to comment on "App Hider- Hide Apps Hide Photos Multiple Accounts"