How To Hide Mobile Screen With A Single Click

How To Hide Mobile Screen With A Single Click For All Android Mobile

 

eske liye apko ek application ki jarurat padegi yahan se ess application ko DOWNLOAD kar sakte ho .

uske baad esko open karo bilkul simle app hai jo bhi permissions mangta hai sabhi permissions allow kardeni hai.

uske baad apko ek START ka option dikhega start par click karna hai aur apki application start ho jayegi .

jaise hi aap start par click karenge screen par ek icon show karne lagega jaisa apko neeche photo me dikh raha hoga .

screen par jo icon show kar raha jab aap usper click karenge to apke mobile ki screen gayab ho jayegi uske baad aap kahin par bhi click karenge to kuch bh nahi hoga koi bhi button kaam nhi karega .

usko fhir se theek karne ke liye apko screen par Dubble click karna hai aur wapas se screen aa jayegi wapas kaam karne lagegi  .

ess application ki setting me aap dubble click ki jagah Tripple click bhi set kar sakte hai fhir jab aap tripple click karenge tab apki screen ki light jalegi .

Watch Video how To Use 

Be the first to comment on "How To Hide Mobile Screen With A Single Click"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*