How To Hide Number From Contact List or Whatsapp

How To Hide Number From Contact List or Whatsapp

 

Agar aap apne phone se kisi number ko hide karna chahte hai to es application ki madat se kar sakte hai agar aap nhi chahte ki wo number apke call log aur contact list me na dikhe to aap aisa kar sakte hai jitni deir ke liye aap hide karna chahe kar sakte hai es application ki madat se aap apne whatsapp se bhi us number ko hide kar sakte hai ye application bilkul free hai aur use karna bhi bilkul asaan hai koi bhi use kar sakta hai aur eski madat se aap apne call log aur contact list aur whatsapp se number ko hide kar sakte hai fhir koi kitni bhi kosis karle lekin wo number nhi dekh payega.

Application ko download karne ke baad sabhi permissions allow kar deni hai uske baad apko es application ko enable kar dena hai aur aapko esme koi lock laga dena hai application me aap calculation bhi kar sakte hai uske aapke samne phone ke sabhi number show ho jayenge aur sabhi numbers ke aage eye ka icon diya hoga ab jiss number ko aap hide karna chahte hai us number ke aage eye par click kar dena hai uske baad wo number hide ho jayega wo number kahi bhi nhi dikhega aur agar aap us number ko unhide karna chahe to fhir se ussi eye par click kar dena hai aur wo number fhir se show hone lagega application bahut useful hai download kar sakte hai aur use kar sakte hai.

 

 

 

 

Be the first to comment on "How To Hide Number From Contact List or Whatsapp"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*